Jai Jai Hanuman,
Jai Jai Hanuman
Mangal Murti Maruti Nandan,
Sakal Amangal Mool Nikandan
Pavan Tanay Santan Hitkari,
Hraday Virajat Avadh Bihari
Jai Jai Jai Bajrangbali
Mahavir Hanuman Gosai,
Tumhari Yaad Bhali
Jai Jai Jai Bajrangbali
Sadhu Sant Ke Hanumat Pyare
Bhakt Hraday Shri Ram Dulare
Ram Rasayan Paas Tumhare,
Sada Raho Prabhu Ram Dulare
Tumhari Kripa Se Hanumat Veera,
Sagari Vipat Tali
Jai Jai Jai Bajrangbali
Mahavir Hanuman Gosai,
Tumhari Yaad Bhali
Jai Jai Jai Bajrangbali
Jai Jai Shri Hanuman
Jai Jai Jai Bajrangbali
Tumhari Sharan Mahasukhdayi
Jai Jai Jai Hanuman Gusai
Tumhari Mahima Tulsi Gai,
Jag Janani Sita Mahamai
Shiv Shakti Ki Tumhare Hraday,
Jot Mahan Jagi
Jai Jai Jai Bajrangbali
Mahavir Hanuman Gosai,
Tumhari Yaad Bhali
Jai Jai Jai Bajrangbali
Jai Jai Shri Hanuman
Credit Details :
Song - Jai Jai Bajrangbali
Singer - Arushi Bajpai
Music - Sohini Manoj Mishra (Sohini Mishra)
Lyrics - Traditional
अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।










