Baba Khatu Shyam
Baba Khatu Shyam
Akeli Gai Ringas Me
Koi Nahi Tha Mere Sang Me
Mor Pankh Wala Mil Gaya
Haay Morvi Ka Lala Mil Gaya
Ho Mor Pankh Wala Mil Gaya
Haay Morvi Ka Lala Mil Gaya
Sapane Me Aake Nindiya Churake
Aana Khatu Dham Kehke Kahin Chhup Jaye
Base Aan In Ankhiyan Me
Raha Chain Na Is Man Me
Neele Ghode Wala Mil Gaya
Haay Morvi Ka Lala Mil Gaya
Ho Mor Pankh Wala Mil Gaya
Haay Morvi Ka Lala Mil Gaya
Baba Khatu Shyam
Baba Khatu Shyam
Teen Baandhari Surat Tihari
Jee Bharke Maine Shyam Jab Se Nihari
Apni Sudh Budh Apni Khoyi
Khushi Se Ye Aankhein Royin
Man Ko Ujala Mil Gaya
Haay Morvi Ka Lala Mil Gaya
Ho Mor Pankh Wala Mil Gaya
Haay Morvi Ka Lala Mil Gaya
Bhakton Se Baba Rishta Nibhae
Koi Haar Jaye To Ye Jeet Dilaye
Man Me Ummeedein Bharke
Baithi Shyam Kund Seedhi Pe
Mera Rakhwala Mil Gaya
Haay Morvi Ka Lala Mil Gaya
Ho Mor Pankh Wala Mil Gaya
Haay Morvi Ka Lala Mil Gaya
Akeli Gai Ringas Me
Koi Nahi Tha Mere Sang Me
Mor Pankh Wala Mil Gaya
Haay Morvi Ka Lala Mil Gaya
Ho Mor Pankh Wala Mil Gaya
Haay Morvi Ka Lala Mil Gaya
Credit Details :
Song - Neele Ghode Wala Mil Gaya
Singer - Rinky Vishwakarma
Music - Kailash Kumar Shrivastav
Lyrics - Subhash Bose
अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।










