Laxmi Bai Rani Laxmi Bai
Wo Ek Bijli Toofani Thi, Ye Jhansi Ki Wo Rani Thi
Angrezi Hukumat Ke Aage Jo Haar Kabhi Na Maani Thi
Peeth Mein Bandhe Apna Laal, Ranchandi Banke Vikraal
Ek Haath Talwar Liye Aur Dooje Mein Chali Leke Dhaal
Laxmi Bai Laxmi Bai Rani Laxmi Bai
Gori Fauj Mein Macha Tehelka
Laxmi Ko Samjhe The Abla
Gori Fauj Mein Macha Tehelka
Laxmi Ko Samjhe The Abla
Ragon Mein Shakti Ki Rawani Thi, Ye Jhansi Ki Wo Rani Thi
Wo To Ek Bijli Toofani Thi, Ye Jhansi Ki Wo Rani Thi
Wo To Ek Bijli Toofani Thi, Ye Jhansi Ki Wo Rani Thi
Wo To Ek Bijli Toofani Thi, Ye Jhansi Ki Wo Rani Thi
Laxmi Bai Rani Laxmi Bai
Aisi Thi Uski Taiyari
Padi Akeli Sau Par Bhaari
Haan Aisi Thi Uski Taiyari
Padi Akeli Sau Par Bhaari
Lage Shatru Ke Aage Bhawani Si Jhansi Ki Wo Rani Thi
Wo To Ek Bijli Toofani Thi, Ye Jhansi Ki Wo Rani Thi
Wo To Ek Bijli Toofani Thi, Ye Jhansi Ki Wo Rani Thi
Wo To Ek Bijli Toofani Thi, Ye Jhansi Ki Wo Rani Thi
Peeth Mein Bandhe Apna Laal, Ranchandi Banke Vikraal
Ek Haath Talwar Liye Aur Dooje Mein Chali Leke Dhaal
Laxmi Bai Laxmi Bai Rani Laxmi Bai - 2
Tay Kiya Jab Tak Jaan Hai Ladungi
Jeete Jee Na Jhansi Main Doongi
Tay Kiya Jab Tak Jaan Hai Ladungi
Jeete Jee Na Jhansi Main Doongi
Likhi Himmat Ki Ye Kahani Thi, Jhansi Ki Wo Rani Thi
Wo To Ek Bijli Toofani Thi, Ye Jhansi Ki Wo Rani Thi
Wo To Ek Bijli Toofani Thi, Ye Jhansi Ki Wo Rani Thi
Wo To Ek Bijli Toofani Thi, Ye Jhansi Ki Wo Rani Thi
Laxmi Bai Rani Laxmi Bai - 2
Jab Jab Sahas Ki Baat Karenge
Manikarnika Ko Yaad Karenge
Jab Jab Sahas Ki Baat Karenge
Manikarnika Ko Yaad Karenge
Ye Gaatha Hai Balidani Ki, Jhansi Ki Wo Rani Thi
Wo To Ek Bijli Toofani Thi, Ye Jhansi Ki Wo Rani Thi
Wo To Ek Bijli Toofani Thi, Ye Jhansi Ki Wo Rani Thi
Wo To Ek Bijli Toofani Thi, Ye Jhansi Ki Wo Rani Thi
Jhansi Ki Wo Rani Thi
Credit Details :
Song - Jhansi Ki Rani
Singer - Shikha Rana
Music - Amit Singh
Lyrics - Subhash Bose
अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।










