Jata Tavi Galajjala Pravaha Pavitasthale
Gale Avalambya Lambitam Bhujanga Tunga Malikam
Adideva Shankara Anadideva Shankara
Mahadeva Mahakala Rudra Deva Shankara
Jata Juta Tripurari Ashutosha Shankara
Vishwanatha Shambhunatha Gangadhara Shankara
Adideva Shankara Anadideva Shankara
Mahadeva Mahakala Rudra Deva Shankara
Naga Gale Aur Jatao Me Ganga Hai
Mastaka Pe Chanda Saje
Tan Me Hai Bhasmi Ramaye Mere Bhole
Dam Dam Hai Damru Baje
Nandi Sawari Hai Trinetra Dhari Hai
Karna Kripa Abhayankara
Adideva Shankara Anadideva Shankara
Mahadeva Mahakala Rudra Deva Shankara
Shamshaan Vasi Ho Shiva Avinashi Ho
Kailash Ke Swami Ho
Yogi Bhogi Aur Balabrahmachari Ho
Bhole Antaryami Ho
Mehra Kahe Jo Hai Puje Tujhe
Usko Kanta Lage Na Hi Kankara
Adideva Shankara Anadideva Shankara
Mahadeva Mahakala Rudra Deva Shankara
Srishti Ka Tu Itihasa Mere Baba
Kana Kana Tera Vasa Hai
He Deenanatha Mere Shambhunatha
Rahe Bhakto Ke Saath Hai
Shiva Bhole Dani Ho Jagat Ke Swami
Ho Trilochna Pralyankara
Adideva Shankara Anadideva Shankara
Mahadeva Mahakala Rudra Deva Shankara
Credit Details :
Song - Adidev Shankara
Singer - Prem Mehra
Music - Suraj Vishwakarma
Lyrics - Prem Mehra
अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।










