Current Date: 01 May, 2025

भोला भंडारी मेरा - Bhola Bhandari Mera

- Ravi Raj


बिगड़ी किस्मत को बनाता भोले भंडारी मेरा,

दुनिया की हर एक शय पे शिव शम्भु का राज है,
सूखे फूलो को खिलाता भोला भंडारी मेरा,
बिगड़ी किस्मत को बनाता भोले भंडारी मेरा,

कालो का भी काल जिसको पूजता संसार है,
रोतो को पल में हसाता भोला भंडारी मेरा,
बिगड़ी किस्मत को बनाता भोले भंडारी मेरा,

कर में डमरू माथे पे चंदा जटा से बहती है गंगा,
नंदी पे आसान जमाता भोला भंडारी मेरा,
बिगड़ी किस्मत को बनाता भोले भंडारी मेरा,

सब को देता महल खजाना डमरू वाला प्यार से ,
रवि को भी वो ही चमकाता भोला भंडारी मेरा,
बिगड़ी किस्मत को बनाता भोले भंडारी मेरा,



Bigdi Kismat Ko Banata Bhole Bhandari Mera

Duniya Ki Har Ek Shy Pe Shiv Shambhu Ka Raj Hai
Sookhe Phoolo Ko Khilata Bhola Bhandari Mera
Bigdi Kismat Ko Banata Bhole Bhandari Mera

Kalo Ka Bhi Kaal Jisko Poojata Sansar Hai
Roto Ko Pal Mein Hasata Bhola Bhandari Mera
Bigdi Kismat Ko Banata Bhole Bhandari Mera

Kar Mein Damaru Mathe Pe Chanda Jata Se Behti Hai Ganga
Nandi Pe Asaan Jamata Bhola Bhandari Mera
Bigdi Kismat Ko Banata Bhole Bhandari Mera

Sab Ko Deta Mahal Khajana Damaru Wala Pyaar Se
Ravi Ko Bhi Wo Hi Chamakata Bhola Bhandari Mera
Bigdi Kismat Ko Banata Bhole Bhandari Mera

Credit Details :

Song: Bhola Bhandari Mera
Singer: Ravi Raj
Lyrics: Traditional
Music Director: Lovely Sharma

अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।