Current Date: 11 May, 2024
Sabke Ram APP

कभी कभी भगवान को भी भक्तों से काम पड़े लिरिक्स (Kabhi Kabhi Bhagwan Ko Bhi Bhakto Se Kaam Pade Lyrics) - Anup Jalota


कभी कभी भगवान को भी लिरिक्स हिंदी में (Kabhi Kabhi Bhagwan Ko Bhi Lyrics In Hindi)

कभी कभी भगवान को भी
भक्तों से काम पड़े,
जाना था गंगा पार प्रभु,
केवट की नाव चढ़े ।
 
अवध छोड़ प्रभु वन को धाये,
सिया राम लखन गंगा तट आये,
केवट मन ही मन हर्षाये,
घर बैठे प्रभु दर्शन पाए ।
हाथ जोड़ कर प्रभु के आगे,
केवट मगन खड़े,
जाना था गंगा पार प्रभु,
केवट की नाव चढ़े ।
 
प्रभु बोले तुम नाव चलाओ,
पार हमे केवट पहुचाओ,
केवट बोला सुनो हमारी,
चरण धुल की माया भारी ।
मैं गरीब नैया है मेरी,
नारी ना होए पड़े,
जाना था गंगा पार प्रभु,
केवट की नाव चढ़े ।
 
चली नाव गंगा की धारा,
सिया राम लखन को पार उतारा,
प्रभु देने लगे नाव चढाई,
केवट कहे नहीं रघुराई ।
पार किया मैंने प्रभु तुमको,
अब मोहे पार करो,
जाना था गंगा पार प्रभु,
केवट की नाव चढ़े ।
 
केवट दौड़ के जल भर ले आया,
चरण धोय चरणामृत पाया,
वेद ग्रन्थ जिनके गुण गाये,
केवट उनको नाव चढ़ाए ।
बरसे फूल गगन से ऐसे,
भक्त के भाग्य जगे,
जाना था गंगा पार प्रभु,
केवट की नाव चढ़े ।
 
कभी कभी भगवान को भी
भक्तों से काम पड़े,
जाना था गंगा पार प्रभु,
केवट की नाव चढ़े ।

कभी कभी भगवान को भी लिरिक्स अंग्रेजी में (Kabhi Kabhi Bhagwan Ko Bhi Lyrics In English)

Kabhi Kabhi Bhagwan Ko Bhi
Bhakton Se Kaam Pade,
Jaana Tha Ganga Paar Prabhu,
Kevat Ki Naav Chadhe.
 
Avadh Chhod Prabhu Van Ko Dhaaye,
Siya Ram Lakhan Ganga Tat Aaye,
Kevat Mann Hi Mann Harshaaye,
Ghar Baith Prabhu Darshan Paaye.
Haath Jod Kar Prabhu Ke Aage,
Kevat Magn Khade,
Jaana Tha Ganga Paar Prabhu,
Kevat Ki Naav Chadhe.
 
Prabhu Bole Tum Naav Chalaao,
Paar Hume Kevat Pahuchaao,
Kevat Bola Suno Hamaari,
Charan Dhul Ki Maya Bhaari.
Main Gareeb Naiyya Hai Meri,
Naari Na Hoye Pade,
Jaana Tha Ganga Paar Prabhu,
Kevat Ki Naav Chadhe.
 
Chali Naav Ganga Ki Dhaara,
Siya Ram Lakhan Ko Paar Utaara,
Prabhu Dene Lage Naav Chadhaai,
Kevat Kahe Nahin Raghu Raai.
Paar Kiya Maine Prabhu Tumko,
Ab Mohe Paar Karo,
Jaana Tha Ganga Paar Prabhu,
Kevat Ki Naav Chadhe.
 
Kevat Daud Ke Jal Bhar Le Aaya,
Charan Dhoy Charanaamrit Paaya,
Ved Granth Jinko Gun Gaaye,
Kevat Unko Naav Chadhaaye.
Barse Phool Gagan Se Aise,
Bhakt Ke Bhagya Jaage,
Jaana Tha Ganga Paar Prabhu,
Kevat Ki Naav Chadhe.
 
Kabhi Kabhi Bhagwan Ko Bhi
Bhakton Se Kaam Pade,
Jaana Tha Ganga Paar Prabhu,
Kevat Ki Naav Chadhe.

Singer - Anup Jalota

और भी देखे :-

अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।