Current Date: 02 May, 2024
Sabke Ram APP

वनवास जा रहे है रघुवंश के दुलारे लिरिक्स (Vanvaas Ja Rahe Hain Raghuwansh Ke Dulare Lyrics) - Dhiraj Kant


वनवास जा रहे है रघुवंश के दुलारे लिरिक्स हिंदी में (Vanvaas Ja Rahe Hain Raghuwansh Ke Dulare Lyrics In Hindi)

वनवास जा रहे है,
रघुवंश के दुलारे,
हारे है प्राण जिसने,
लेकिन वचन ना हारे,
वनवास जा रहे हैं,
रघुवंश के दुलारे।।
 
जननी ऐ जन्मभूमि,
हिम्मत से काम लेना,
चौदह बरस है गम के,
इस दिल को थाम लेना,
बिछड़े तो फिर मिलेंगे,
हम अंश है तुम्हारे,
वनवास जा रहे हैं,
रघुवंश के दुलारे।।
 
प्यारे चमन के फूलों,
तुम होंसला ना छोड़ो,
इन आंसुओ को रोको,
ममता के तार तोड़ो,
लौटेंगे दिन ख़ुशी के,
एक साथ जो गुजारे,
वनवास जा रहे हैं,
रघुवंश के दुलारे।।
 
इसमें है दोष किसका,
उसकी यही रजा है,
होकर वही रहेगा,
किस्मत में जो लिखा है,
कब ‘पथिक’ यह करि है,
होनी किसी के टारे,
वनवास जा रहे हैं,
रघुवंश के दुलारे।।
 
वनवास जा रहे है,
रघुवंश के दुलारे,
हारे है प्राण जिसने,
लेकिन वचन ना हारे,
वनवास जा रहे हैं,
रघुवंश के दुलारे।।

वनवास जा रहे है रघुवंश के दुलारे लिरिक्स अंग्रेजी में (Vanvaas Ja Rahe Hain Raghuwansh Ke Dulare Lyrics In English)

Vanvaas Ja Rahe Hain,
Raghuvansh Ke Dulare,
Haare Hain Pran Jisne,
Lekin Vachan Na Haare,
Vanvaas Ja Rahe Hain,
Raghuvansh Ke Dulare.
 
Janani Ae Janmabhoomi,
Himmat Se Kaam Lena,
Chaudah Baras Hai Gam Ke,
Is Dil Ko Thaam Lena,
Bichhde To Phir Milenge,
Hum Ansh Hain Tumhare,
Vanvaas Ja Rahe Hain,
Raghuvansh Ke Dulare.
 
Pyare Chaman Ke Phoolon,
Tum Hosla Na Chhodo,
In Aansuon Ko Roko,
Mamta Ke Taar Todo,
Lautenge Din Khushi Ke,
Ek Saath Jo Guzaare,
Vanvaas Ja Rahe Hain,
Raghuvansh Ke Dulare.
 
Ismein Hai Dosh Kiska,
Uski Yahi Raza Hai,
Hokar Wahi Rahega,
Kismat Mein Jo Likha Hai,
Kab 'Pathik' Yeh Kari Hai,
Honii Kisi Ke Taare,
Vanvaas Ja Rahe Hain,
Raghuvansh Ke Dulare.
 
Vanvaas Ja Rahe Hain,
Raghuvansh Ke Dulare,
Haare Hain Pran Jisne,
Lekin Vachan Na Haare,
Vanvaas Ja Rahe Hain,
Raghuvansh Ke Dulare.

Singer - Dhiraj Kant

और भी देखे :-

अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।